Apne himmat ki itni maan rakhna
Saamne maut ho phir bhi seene mein jaan rakhna
Waqt ke rukh ko hum mod hi lenge
Aankhon mein bas apne armaan rakhna...
Duniya ke daao-pench humaara kya bigaarenge
Ek ek chehre ka humein bhaan hai
Bas waqt ka takaaja hai warna
Humaare chuppi mein bhi kai jabaan hai...

nice one
ReplyDeletenic lines.....but a short blog....need more lik this :)
ReplyDelete